Abhi suraj nahin dooba zara si sham hony doAbhi suraj nahin dooba zara si sham hony do...Main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do..!Mujhy bdnam karny k bahany dhundty ho q..?..Main khud ho jaun ga bdnam pehle nam hony do..!Abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko..Main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do..!Meri hasti nahin anmool phir b bik nahin sakta..Wafaen bech lena par zara nilaam hony do..!Naye aghaz main hi hosla q haar baithy ho?...Jeet jao ge tm sab kch zara anjaam hony do..!
…:::Naye Dinoo Ke Naye Safar Main:::… Naye Dino Ke Naye Safar Main Dheean Rakhna Khamosh…:::naye dinoo ke naye safar main:::Naye dino ke naye safar main dheean rakhnKhamosh, chup chaKuch na kehti in saytoo’n nSonp dalay naye taqazay rafaqtoo’n kDheean rakhnKe apne hisay ke sab taqazay nibahne haiSath chalte hoye safar maiHer ik dagar pe chahtoon ke ghulab likhnWarq warq aetmad jis maiHarf harf main ho jaannisarNayi khushian, naye munaziNayi misalien, naye hawalaBas aik aisi hi muhabtoon ki kitab likhnNaye dinoo ke naye safar main
Usne mujhe kuch is tarah se dekha ke me use Mohobbat karne pe majboor ho gayaUsne mujhe kuch is tarah se dekha ke me usMohobbat karne pe majboor ho gayaUske ek ishare pe duniya tabha karne pe majboor ho gayaUske is nazariye ko me pyaar samajh bethaIsiliye aaj use bewafa kehne pe majboor ho gaya.Bas aik aisi hi muhabtoon ki kitab likhnNaye dinoo ke naye safar main
Kya Kya Chupaye Kya Kya BatayeKya kya chupaye kya kya batayeIs dard-e-dil ko kise sunaeDard hota jism me to dawa kar letePar is bari dil k dard ki dawa kese banaye
Apni takdeer me to kuch aise hi silsile likhe hApni takdeer me to kuch aise hiSilsile likhe hKisi ne wakt gujarne ke liye apna bnayaTo kisi ne apna bna ke wakt gujar liy
Dushman Kee Dosti Hai Ab Ahale Vatan Ke SaathDushman kee dosti hai ab ahale vatan ke saathHai ab khijaan chaman mein naye pairahan ke saathSar par hawaye zulm chale sau yatan ke saathApni kulaah kaj hai usi baankpan ke saathKisne kaha ki toot geya khanzare phirangSeene pe zakhme nau bhi hai daage kuhan ke saathJhonke jo lag rahe hain naseeme bahaar keJumbish mein hai kafas bhi aseere chaman ke saathMajrooh kaafale ki mere daastaan ye haiRehbar ne mil ke loot liya raahajan ke saath!